1,860
likes
0
comments
daily view 0
monthly view 0

Share

Live Analytics

Comments 0

Ganesh Chaturthi Story for Kids | Ganesha Chaturthi Songs for Kids | गणेश चतुर्थी Analytics Table

Income Estimates for Ganesh Chaturthi Story for Kids | Ganesha Chaturthi Songs for Kids | गणेश चतुर्थी

Based on this YouTube video's total view count of 819K views and industry-standard rates, the estimated total earning is $573 - $1.63K through ad revenue. Historical data is not yet available to calculate daily, weekly, or monthly averages.

About Ganesh Chaturthi Story for Kids | Ganesha Chaturthi Songs for Kids | गणेश चतुर्थी

Explore Ganesh Chaturthi Story for Kids | Ganesha Chaturthi Songs for Kids | गणेश चतुर्थी with 819,204 views, 1,860 likes, and 0 comments. Experience the impact of this video content that has captured audience attention.

Ganesh Chaturthi Story for Kids | Ganesha Chaturthi Songs for Kids | गणेश चतुर्थी Mother : Chalo bacho. Jaldi se naha lo aur taiyar ho jao. Aaj ganesha chaturthi hai. Kids : Okay mummy. Par pehle hume ganesha chaturthi ki kahaani sunao. Mother : Chalo sab yaha betho. Me sunaati hu tumhe ganesha chaturthi ki kahaani. Bahut samay pehle ki baat hai. Maa Parvati ko snaan ke liye jaana tha. Par ghar ke dwar pe nazar rakhne ke liye koi nahi tha. To maa parwati ne apne badan pe lage hue chandan ke lep se ek aakriti banai aur usme jaan daali. Aur use boli : Parvati : Putr. me snaan karne ja rahi ho. Tum dwaar pe nazar rakhna aur kisi ko andar mat aane dena. Chaahe vo koi bhi ho. Ganesha : thik hai maa. Me kisi ko andar nahi aane dunga. Aap araam se snaan kijiye. Me kisi ko andar nahi aane dunga. Ye keh kar maa parvati chali gai aur voh baalak dwar pe pehra dene laga. Itne me shiv ji bhagwaan aaye aur andar jaane lage. Ganesha : aap andar nahi ja sakte. Meri mata andar snaan kar rahi hai. Aap baad me aaiyega. Ye sun kar shiv Ji bole : Shivi : moorkh baalak. Me parvati ji ka pati hu. Mujhe andar jaane do. Ganesha : nahi. Me nahi jaane dunga. Mata ne kisi ko bhi andar bhene se mana kia hai. Shiv bhagwaan ne krodh me aakar us baalak ka gala kaat dia. Itne me parvati bahar aai aur baalak ko dekh kar boli. Parvati : ye aapne kya kia !! Mere putr ko maar dia. Me aapko shama nahi karungi aur is poori shrishti ka vinaash kar dungi. Ye sun kar brahma jee aaye aur bole : Brahma : Devi. Aap aisa na kare. Shivji se bhool hui hai. Unhe apni galti sudhaarne ka mauka dijiye. To shivji ne parvati se maafi maangi aur nandi bail se bole : Shivji : jao nandi. Uttar disha me jaao aur jo bhi praani tumhe sabse pehle mile, uska sar mere pass le aao. Nandi bail uttar disha ki aur chal pade. Unhe raste me ek hathi mila. Vo uska sar leke shivji k pass chale aaye aur shivji ko de dia. Shivji bhagwaan ne fir us hathi ka sar baalak k sar ki jagah laga dia aur use eevit kar dia. Ye dekh kar parvati maa prasanna hui. Aur unhone us baalak ko naam dia : ganesha. Aur unhe ashirvaad dia ki is sansaar me jab bhi bhagwaano ko pooja jaaega to sabse pehle Ganesha Poojan hoga. Tabse hum sab ganesha chaturthi manaate hai. Bache : Arey waah. Ye to badi achi kahaani thi. Chalo mummy hum sab ganesha chaturthi manaate hai. Spotify & Apple Music : http://ffm.bio/zappytoons #moralstories #ganeshchaturthi #lordganesha

About YouTube Real-Time View Count

With SocialCounts.org’s view counter, track your YouTube video’s live view count and YouTube likes count in real time with fast, reliable updates.

Watch every YouTube video live view count rise with our real-time YouTube views tracker—built for accuracy and minimal delay.

Follow YouTube real time views as they happen, using our dedicated view counter for YouTube videos.

Get up-to-date live view count on YouTube and see real-time growth with SocialCounts.org’s smart tracking tools.

Embed Widget

Parameters:

  • fullscreen=true - Fullscreen counter
  • graph=true - Live graph chart
  • counter=0/1/2 - Select counter (0=likes, 1=views, 2=comments)
URL

Click to copy the embed URL to your clipboard