634
likes
15
comments
daily view 0
monthly view 0
Live Analytics
Comments 0
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442 Analytics Table
Income Estimates for Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442
Based on this YouTube video's total view count of 37.2K views and industry-standard rates, the estimated total earning is $26 - $74 through ad revenue. Historical data is not yet available to calculate daily, weekly, or monthly averages.
About Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442
Explore Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun | Ali Shanawar & Ali Jee Live -S04 EP1 Destination Karbala 2020/1442 with 37,241 views, 634 likes, and 15 comments. Experience the impact of this video content that has captured audience attention.
Bismillah... We humble Presents You the New Season of Destination Karbala. O’ Allah, grant me the intercession of Hussain (A) on the Day of Appearing (before You) "Mujh Pe Kyu Band Krte Ho Pani, Kiya Muhammad Ka Piyara Nahi Hu" Lyrics: Ya Hussain x3 Mera nana Nabi, meri maa Sayyada Mera baba Ali, mera bhai Hasan Hum hi hein Panjatan Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani Kiya Muhammad ka pyara nahin hun Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3 Kya Nabi ka nawasa nahin hun 1. Mere nana ne kalma sikhaya Aur quran tumko sunaya x2 Kya ma nana ka saaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 2. Who madina jahaan mera ghar he Aur masjid mein us ghar ka dar he x2 Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 3. Chakkiya pees kar maan ne paala Mujhko nana ne jhula jhulaya x2 Apna bachpan mein bhula nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 4. Kamli wale ke lab chumta tha Kitna pyara mera bachpana tha x2 Kya mein unka dulhara nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 5. Mein jo paani kabhi maangta tha Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2 Paas asghar ke jaata nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 6. Mein jo chahun baras jaaein badal Khun mein duba nazar aaye maqtal x2 Jang karne mein aya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun 7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar Kehrahe the Hussain ibne haider x2 Kya mein mehman aaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun Mujhpe kyun band karte ho pani Kya Muhammad ka pyara nahin hun Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3 Kya nabi ka nawasa nahin hun
About YouTube Real-Time View Count
With SocialCounts.org’s view counter, track your YouTube video’s live view count and YouTube likes count in real time with fast, reliable updates.
Watch every YouTube video live view count rise with our real-time YouTube views tracker—built for accuracy and minimal delay.
Follow YouTube real time views as they happen, using our dedicated view counter for YouTube videos.
Get up-to-date live view count on YouTube and see real-time growth with SocialCounts.org’s smart tracking tools.
Embed Widget
Parameters:
fullscreen=true- Fullscreen countergraph=true- Live graph chartcounter=0/1/2- Select counter (0=likes, 1=views, 2=comments)
URL
Click to copy the embed URL to your clipboard

